Friday, November 4, 2011

Diwano ki basti main ja baitha

Mujhe malum n pada yeh kya kar baitha
Kisi ajnabi se be-inteha pyar kar baitha
Main to hasne laga uski pyari si muskan se
Na jaane kaise yeh jindgi uske naam kar baitha

Bin bole jindgibhar ka vada kar baitha
Subah sham sirf uska hi naan le baitha
Main to jine laga uski yadon khayalon main
Na jaane kab diwano ki basti main ja baitha

No comments:

Post a Comment