Wednesday, August 17, 2011

Tumhe Yaad Karna


Subah ghar se bhag ke aana wajah hai sirf tumhe milna
Dopahar aamne samne khana wajah hai sirf dil ko tasalli dena
Sam ko  kosis ek saath janeki karna wajah hai man bhar tumhe dekhna
Raat ko aasman ke chand ko dekhna wajah hai pal pal tumhe yaad karna

No comments:

Post a Comment