Friday, March 4, 2011
Thursday, February 17, 2011
Monday, February 14, 2011
TERE BIN....
Tere Bin Main Dekhun Na Subah
Nigaahon Se Abhi, Yeh Vaada Kar Liya
Tere Bin Ho Chalna Bhi Saza
Ki Raahon Se Abhi, Yeh Vaada Kar Liya
Suno Yehi Jazbaat Hai Mere
Yeh Dil Kahe Ki Khwaishein Jeenay Ki Saath Hain Tere
Tere Bin Ho Saanson Se Juda
Hawaaon Se Abhi, Yeh Vaada Kar Liya ... Tere Bin
Tu Woh Zameen Jis Pe Maine Toh Apni Yeh Duniya Basaayi Hai
Main Bin Tere Ab Kaha Jaunga
Tu Aasra Hai Mera, Main Toh Jeeta Hoon Tere Bharose Pe
Main Bin Tere Ab Na Jee Paunga
Meri Toh Yeh Har Baat Tujhse Hai
Tuhi Meri Hai Dhoop Aur Meri Barsaat Tujhse Hai
Tere Bin Na Barse Yeh Ghata
Ghataaon Se Abhi, Yeh Vaada Kar Liya ... Tere Bin
Jo Haath Mein Ho Tera Haath Toh Yeh Lakeerein Dhadakti Hain
Tu Ho Judaa Sab Thama Sa Lagey
Jo Tu Mere Paas Hai Toh Yakeen Apne Hone Pe Hota Hai
Tu Ho Judaa Sab Guma Sa Lagey
Haan Tu Meri Aadat Mein Shaamil Hai
Mere Liye Main Sacch Kahoon Tu Ibadaat Ke Kabil Hai
Tere Bin Na Puri Ho Dua
Duaon Se Abhi, Yeh Vaada Kar Liya ... Tere Bin
Friday, February 4, 2011
Thursday, January 20, 2011
Pagal bana diya mujhe
Naino ne tere kar diya ghayal mujhe
Hotho ne tere bana diya pyasa mujhe
Dekh ke tujhe yeh hal ho gaya hai mera
Ke Murat ne teri pagal bana diya hai mujhe
Hotho ne tere bana diya pyasa mujhe
Dekh ke tujhe yeh hal ho gaya hai mera
Ke Murat ne teri pagal bana diya hai mujhe
9th CD Release "JAANAM" on 17 JANUARY 2011
Song List
01 Jaanam Jaanam : Sawan Ko Aane Do
02 Teri Chahat Ke Siva Jaanam : Jaanam
03 Jaanam O Jaanam : Ek phul Teen Kaante
04 Is Tarah Pyar Se : Jaanam05 Jaanam mere Jaanam : Deedar
06 Jaanam : Kudiyon Ka Hai Zamana
07 Dil Ka Aawarapan : Jaanam
08 Tu Hi Mera Jaanam Jani Tu Hi Mera Pranam : Aajaa Sanam
09 Mujhe Pyar Hai Sirf Tumse Jaanam : Jaanam
10 Main Teri Hoon Janam : Khoon Bhari Maang
11 Akha India Janta Hai : Jaan Tere Naam
12 Jaanam Dekh lo : Veer Zara
13 Jaanam (Male Slow) : Kudiyon Ka Hai Zamana
Subscribe to:
Posts (Atom)






